EDITOR'S PICK
Yun hai hamare darmiyan Uljhi saason ki garmiyan (2)
Suljhane de inn uljhano ko Saari shaitani aazma le Meri ada mein tu naha le Ab toh mujhe apna bana..haye
Yun hai hamare darmiyan Uljhi saason ki garmiyan
Khili khili rangeeli nashili Hoon main raja hari bhari Choo le mujhe yahan se wahan se Milegi masti har kahin (2)
Haye tu kya jaane main hoon kya Meri khatir aahein bharein sabhi Main hoon jawan hoon hasin Khushiyan dungi tujhko nayi nayi (2)
Suljhane de inn uljhano ko Saari shaitani aazma le Meri ada mein tu naha le Ab toh mujhe apna bana
Hai hamare darmiyan.